Top 10 Android Tips and Tricks in Hindi - All-Tech-In-Hindi.Blogspot.com

Get Latest Tech News In Hindi, Android Tips and Tricks Hindi,Computer Tricks Hindi,Motivational Quotes Hindi,Whatsaap Status,Computer Tech Hindi, Affiliate Marketing Hindi,Digital Marketing Hindi,New In Hindi,Pasa Kasa Kamye Hindi, Blogging In Hindi, Domain Information Hindi, Educational Blogging Hindi, Mobile Blogging Hindi,Website Creating Hindi, E commerce Hindi, DP and Status In Hindi, Technical Gayan Hindi, Blogger Se Pasa Kamye, Money Making Tricks Hindi, New Trends Hindi, Google Hindi,

Latest

12 मई

Top 10 Android Tips and Tricks in Hindi

Top 10 Android Tips and Tricks in Hindi 

NAMASKAR DOSTO,Mera Nam Ha Danish Or Aaj ke is article me main aapko Top 10 ANDROID Tips and tricks Ka Bara bataunga dosto aajkal Android phone to sabke pas hai lekin iske kuch features logo ko abhi bhi nahi malum hai isliye maine ye article likha jisase aapko in features ke bare me jankari mile or aap apne android phone ko achi tarah se istemaal kare.  


                                     

1. Android Tips –Android Phone Ma Storage ko Increase kaise kara
Dosto agar aap ke phone ka storage kam hai or jayada files hone ke Waja se uska space full ho gaya hai to aap sochte honge ki aisa kya kara ki app ko kuch delete bhi na karna pade or space bhi free ho jaye dosto is trick ko use karke aap apna storage ko increase  kar sakyte hai bas aapko instructions follow karne hai.
 1.  Sabse pahle apne android phone me File Manager open kare.
 2. Ab Android name ke folder ko search kare or delete kar de.
 3. Agar app ka phone ma games ki file ha ha to un ko delete na kara.
 Dosto aapko sirf Android folder delete karna hai dhyan rahe koi or folder   delete na ho.


2. Android Tips – Androd phones Ma screen record Kasa kare ?
Dosto is trick se aap apne android phone ki screen ko Record kar sakte ho jaise ki aap apne phone me koi game khel rahe ho or aap chahte ho ki uski ek video ban jaye jise aap kabhi bhi dekh sake to ye To is trick se aap apna phone ki screen record kar paye ga aapko sirf playstore se Mobizen Screen Recorder app download karke apne phone me install karna Ho ga or is app se aap bahut asaani se apne phone ki screen Ko  record kar sakte hai.Agar aap is aap ka bara or janana chahtae ha to youtube par app Du secree recorder ki tutorial  vedio dekh sakta ha.

3. Android Tips – Android phones me image ka size kase kam kare ?
Dosto aapne Bhoot  bar dekha hoga ki jab ham apne phone se koi photo click karta  hai to uska size 3mb-7mb tak hota hai jis se hamare phone ka storage bahut jaldi full ho jata hai ye problem android phones me bahut aam hai lekin agar aapko apne photos ka size 300kb-400kb tak karna hai to ye trick aapke liye bahut usefull hai.

Sabse pahle aapko apna camera open karke uski setting me jana hai or Resolution ke option ko select karke Resolution ko  kam karna hai lekin aap Resolution zada kam bhi na kare kyu ki is se aapke photo ki quality bhi kam ho jayegi.

4. Android Tips – Google Playstore se Paid Apps ko Free me Kaise Download kare ?

 Agar aap Google Playstore se kisi paid app ko free me download karna chahte hai to ye trick aapke liye bahut usefull ho sakti ha. Paid apps free me download karne ke liye aap ko  Ac Market apne phone me install karna hoga or iski help se aap kisi bhi paid app ko free me download kar sakte ho.

5Android Tips –Android phones ki battery Life kaise badhaye ?
Dosto battery  low hone ki problem to har android phone me aam se ho gye ha isi liye bhoot logo ne is problem se chutkara pane ke liye power bank ko use karna shuru kar diya hai lekin agar aapke pas power bank nahi hai to aap Google  playstore se BatteryDoctor (Power Saver) app download kar install kar lijiye.

Dosto  kabhi-kabhi hamare phone ke kuch apps  background ma chalte rahte hai or us se hamare phone ki battery bahut jaldi khatm ho jati hai Battery Doctor (Power Saver) app dusre apps ko background ma chalne se rok deta hai or aapke phone ki battery  life ko bara deta ha.

6. Android Tips – Android phone ko Tv remote kaise banaye ?Dosto aap me se bahut kam log jante honge ki aap apne Android phone ko Tv ke remote ki tarah bhi use kar sakte ho lekin iske liye aapko AndroidTv Remote control app down load kar ka install krna hoga is app se aap apne tv ko puri tarah se control kar payenge lekin ye feature sirf kuch mehenge tv me ko hi support karta ha

7. Android Tips – Mobile Ma TV kasa dekha Top Best Free Android Live TV Apps
Dosto aaj sabhi log ghar par tv to dekhte hai lakin light aane par hi dekh pate hai tv par doordarshan dekhte hai kuch log serial, natak, movie(Film), discovery, Cricket, Rishtey Channel, Tarak mehta ka ulta chasma,etc lakin ma aap batwo ga ka aap kasa apna phone ma live tv dekh sakta ha iska liye aap ko ditto tv app Ko download karna ho ga  iska owner zee Entertainment Pvt. Ltd hai  isme sabse achhi bat yeh hai ki isme sabse jyada Tv channels hai indian tv channels sabse jyada suvida available hai. itna hi nhi  isme bahut se channels hai SAB TV, Color HD, SONY, etc.

8.  Android Tips – Mobile Me Folder, File Ko Kaise Hide Kare Without Using Any Apps
 Humare phon me kai aise folder file hote hai jinhe hum kisi ko nahi dikhana chahte hai  Aise me hum chahte hai ki agar koi hamara phone use kare to bhi wo un file, folder ko na dekh paye, Isake liye aap un file, folder ko hide karke rakh sakte hai..
Bahut se log apne mobile se file, folder, images, videos ko hide karne ke liye apps ka use karte hai but yaha mai aapko without app kaise file, folder ko hide kare usake bare me bataunga.
Sabse pahle aap jis bhi file, folder ko hide karna chahte hai us file, folder ko select kar lijiye, Usake baad us file, folder ke rename option me jakar us file, folder ke name ke age dot(.) laga dijiye.
Example agar aapko photo name ke folder ko hide karna ho to aap us photo name ke folder ka rename kar .photo kar ke save kar dijiye ab wo folder hide ho gaya hai.
Ab agar aapko us folder ko dekhna ho to aap file manager me jakr right corner me 3 dots ke button par click kar settings me chale jaye, Usake baad Show hidden files ke option me tick kar dijiye.

9. Android Tips – Mobile Data Usage or Data Limit Ko Kaise Set Kare
Jaisa ki mene bataya tha ki kuchh apps ese hote hai jo humare use na karne par bhi background me run hote jiske karan humara data kharch hota hai, Isase humhe ye pata nhi chal pata ki humare phon me kitna data use ho gya hai or kitna rah gya ese me aap apne phon me data usage ko set kar check kar sakte hai ki aapne kitna data ko use kar liya.
Sabse pahle aap apne phon ki Settings me jaye waha se Data usage ke option ko select kar lijiye, Ab yaha se aap ye dekh sakte hai ki kaun sa app kitna data use kar raha hai.

Ab sabse top par aapko Mobile data ka option milega ise on kar dijiye jaise hi aap ise on karenge to aapko ek or option milega Set mobile data limit is option par tick kare, Usake baad orange color ki line show hogi is line ko drag kar data limit set kar dijiye Ab jaise hi aapke dwara set data khatm hoga to aapko alert kar diya jayega.


10. Android TipsAndroid Phone Dual Aap Kasa chalaye
Dosto android phone ma ek jaise 2 aaps install nhi kr sakta lakin aaj kal kuch ase aaps market ma aye ha jin ki help se asa kiya ja sakta ha is kaam ka liya Parsller space app bhoot popular ha is ki help se ek phone ma do 2 whatsaap alag alag number se use kar sakta ha.

Aapko Hamari Ye Post “Android Tips and Tricks” Kaise Lagi Hume Jarur Bataye Comment Karke Agar Post Pasand Aye To Ise Social Sites Par Share Jarur Kare Hamare Latest Post Ke Jankari Ke Hume Apne Email Par Subscribe Jarur Kare.
Top 10 Android Tips and Tricks in Hindi 




4 टिप्‍पणियां:

Pages