Top 10 Android Tips and Tricks in
Hindi
NAMASKAR DOSTO,Mera Nam Ha Danish Or Aaj ke is article me main aapko Top 10 ANDROID Tips and tricks Ka Bara bataunga dosto aajkal Android phone to sabke pas hai lekin iske kuch features logo ko abhi bhi nahi malum hai isliye maine ye article likha jisase aapko in features ke bare me jankari mile or aap apne android phone ko achi tarah se istemaal kare.
Dosto agar aap ke phone ka
storage kam hai or jayada files hone ke Waja se uska space full ho gaya hai to
aap sochte honge ki aisa kya kara ki app ko kuch delete bhi na karna pade or
space bhi free ho jaye dosto is trick ko use karke aap apna storage ko increase kar sakyte hai bas aapko instructions follow
karne hai.
1. Sabse pahle
apne android phone me File Manager open kare.
2. Ab Android name ke folder ko search kare or
delete kar de.
3. Agar app ka phone ma games ki
file ha ha to un ko delete na kara.
Dosto aapko sirf Android folder delete karna
hai dhyan rahe koi or folder delete na
ho.
2. Android Tips – Androd phones Ma
screen record Kasa kare ?
Dosto is trick se aap apne android phone ki screen ko Record kar
sakte ho jaise ki aap apne phone me koi game khel rahe ho or aap chahte ho ki
uski ek video ban jaye jise aap kabhi bhi dekh sake to ye To is trick se aap
apna phone ki screen record kar paye ga aapko sirf playstore se Mobizen Screen Recorder app download karke apne
phone me install karna Ho ga or is app se aap bahut asaani se apne phone ki
screen Ko record kar sakte hai.Agar aap
is aap ka bara or janana chahtae ha to youtube par app Du secree recorder ki tutorial
vedio dekh sakta ha.
3. Android Tips – Android phones me image ka size kase kam kare ?
Dosto aapne Bhoot bar dekha
hoga ki jab ham apne phone se koi photo click karta hai to uska size 3mb-7mb tak hota hai jis se
hamare phone ka storage bahut jaldi full ho jata hai ye problem android phones
me bahut aam hai lekin agar aapko apne photos ka size 300kb-400kb tak karna hai
to ye trick aapke liye bahut usefull hai.
Sabse pahle aapko apna camera open karke uski setting me jana
hai or Resolution ke option ko select karke Resolution ko kam karna hai lekin aap Resolution zada kam
bhi na kare kyu ki is se aapke photo ki quality bhi kam ho jayegi.
4. Android Tips – Google Playstore se Paid Apps ko Free me Kaise Download kare ?
Agar aap Google Playstore se
kisi paid app ko free me download karna chahte hai to ye trick aapke liye bahut
usefull ho sakti ha. Paid apps free me download karne ke liye aap ko Ac Market apne phone me install
karna hoga or iski help se aap kisi bhi paid app ko free me download kar sakte
ho.
5. Android Tips –Android phones ki battery Life kaise badhaye ?
Dosto battery low hone ki
problem to har android phone me aam se ho gye ha isi liye bhoot logo ne is
problem se chutkara pane ke liye power bank ko use karna shuru kar diya hai
lekin agar aapke pas power bank nahi hai to aap Google playstore se BatteryDoctor (Power Saver) app download kar install kar lijiye.
Dosto kabhi-kabhi hamare phone ke kuch apps background ma chalte rahte hai or us se hamare
phone ki battery bahut jaldi khatm ho jati hai Battery Doctor (Power
Saver) app dusre apps ko background ma chalne se rok deta hai or aapke
phone ki battery life ko bara deta ha.
6. Android Tips – Android phone ko Tv remote kaise
banaye ?Dosto aap me se bahut kam
log jante honge ki aap apne Android phone ko Tv ke remote ki tarah bhi use kar
sakte ho lekin iske liye aapko AndroidTv Remote control app down load kar ka install krna
hoga is app se aap apne tv ko puri tarah se control kar payenge lekin ye
feature sirf kuch mehenge tv me ko hi support karta ha
7. Android Tips – Mobile Ma TV kasa dekha Top Best Free Android Live TV Apps
Dosto aaj sabhi log ghar par tv to dekhte hai
lakin light aane par hi dekh pate hai tv par doordarshan dekhte hai kuch log
serial, natak, movie(Film), discovery, Cricket, Rishtey Channel, Tarak mehta ka
ulta chasma,etc lakin ma aap batwo ga ka aap kasa apna phone ma live tv dekh sakta ha iska liye aap ko ditto tv app Ko download karna ho ga iska owner zee Entertainment Pvt. Ltd hai isme sabse achhi bat yeh hai ki isme sabse
jyada Tv channels hai indian tv channels sabse jyada suvida available hai. itna
hi nhi isme bahut se channels hai SAB
TV, Color HD, SONY, etc.
8. Android Tips – Mobile Me Folder, File Ko Kaise
Hide Kare Without Using Any Apps
Humare phon me kai aise
folder file hote hai jinhe hum kisi ko nahi dikhana chahte hai Aise me hum chahte hai ki agar koi hamara
phone use kare to bhi wo un file, folder ko na dekh paye, Isake liye aap un
file, folder ko hide karke rakh sakte hai..
Bahut se log apne mobile
se file, folder, images, videos ko hide karne ke liye apps ka use karte hai but
yaha mai aapko without app kaise file, folder ko hide kare usake bare me
bataunga.
Sabse pahle aap jis bhi
file, folder ko hide karna chahte hai us file, folder ko select kar lijiye,
Usake baad us file, folder ke rename option me jakar us file, folder ke name ke
age dot(.) laga dijiye.
Example agar aapko photo name ke folder ko hide karna ho to aap us
photo name ke folder ka rename kar .photo kar
ke save kar dijiye ab wo folder hide ho gaya hai.
Ab agar aapko us folder ko
dekhna ho to aap file manager me jakr right corner me 3 dots ke button par
click kar settings me chale jaye, Usake baad Show hidden files ke option me
tick kar dijiye.
9. Android Tips – Mobile Data Usage or Data Limit Ko Kaise Set Kare
Jaisa ki mene bataya tha ki kuchh apps ese hote hai jo humare use
na karne par bhi background me run hote jiske karan humara data kharch hota
hai, Isase humhe ye pata nhi chal pata ki humare phon me kitna data use ho gya
hai or kitna rah gya ese me aap apne phon me data usage ko set kar check kar
sakte hai ki aapne kitna data ko use kar liya.
Sabse pahle aap apne phon ki Settings me
jaye waha se Data usage ke
option ko select kar lijiye, Ab yaha se aap ye dekh sakte hai ki kaun sa app
kitna data use kar raha hai.
Ab
sabse top par aapko Mobile data ka
option milega ise on kar dijiye jaise hi aap ise on karenge to aapko ek or
option milega Set mobile data limit is option par tick kare,
Usake baad orange color ki line show hogi is line ko drag kar data limit set
kar dijiye Ab jaise hi aapke dwara set
data khatm hoga to aapko alert kar diya jayega.
10. Android Tips–Android Phone Dual Aap Kasa chalaye
Dosto android phone
ma ek jaise 2 aaps install nhi kr sakta lakin aaj kal kuch ase aaps market ma
aye ha jin ki help se asa kiya ja sakta ha is kaam ka liya Parsller space app
bhoot popular ha is ki help se ek phone ma do 2 whatsaap alag alag number se
use kar sakta ha.
Aapko Hamari Ye Post “Android Tips and Tricks” Kaise Lagi Hume Jarur Bataye Comment Karke Agar Post Pasand Aye To Ise Social Sites Par Share Jarur Kare Hamare Latest Post Ke Jankari Ke Hume Apne Email Par Subscribe Jarur Kare.
Top 10 Android Tips and Tricks in Hindi
Thanks for this article. you can visit my website.
जवाब देंहटाएंwcc2 mod apk ac market
happychick ios
जवाब देंहटाएंhappychick for iphone
https://1921681254.club
http://mobogenie.website/
http://3dsemulator.vip/
I love your article. you can visit my website Worm Jazz Mod Apk
जवाब देंहटाएंcheck out TeamViewer Apk – Remote Control For Android
जवाब देंहटाएं